Suman Giri
Disciple of Prayer
I am an girl name Suman Giri age 24yrs .
I want to tell in Hindi so that I can describe my self and I can request my prayer.
I am not too much expert in English so I want to share my problems in Hindi .
Jab me 9yrs ki thi, Mera brain disease start hua. Jisko English me kehte Hai epilepsy. Mere family members bohot dukhi hotel the mere is haalat ko dekh Kar. Me v bohut udaas rehti thi. Kahi Jane se him family ko dar lagaa rehta hai, mujhe dar laga rehta Hai. Mere family ne mere is bimar k liye kaha kaha nahi bola. Kitna baar toh bhagwan ka puja kiya . Bohut jagah me Gaye Humlog par kuch Kam nahi hua. Ek din ek aadmi ne kaha neurologist ko dikhane se thik hoga, unhone Humlog ko address Diya , ek nursing home Tha bohut bara, Jo ki Guwahati me Tha, nursing home name GNRC. Humlog Gaye waha or check up kiya bohut test karne ko Diya blood test, E.E.G, C.T SCAN. Is sab test me bohut money Chala Gaya . Doctor ne report dekhne k Baad bola that i m suffering from migraine aur unhone medicine de dia 1tablet per day 3years continue karne diya. 3months k Baad check up me bulaya same test karne diya. Kuch thik nai hua, day by day Mera epilepsy badhne laga. Phir bhi Humlog ne socha it was last scene. But Aesa kuch nai hua, 2yrs medicine khane k Baad mene chor dia medicine khana Because kuch Kam nai hua . After 4-5 yrs mere uncle ek the unhone kaha we are going to Chennai Apollo hospital , if you want to go than u can join us. Phir mummy and mene Jane ka planning Kia , waha Gaye check up his, medicine's bhi diye doctor ne , doctor bohut acha Tha , test k itna price bhi nahi Tha jitna GNRC me Tha , medicine course bhi 3 month ka Tha then check up guwahati ka Apollo Branch me karne ko kaha. Mujhe medicines k sath ek medicine dia doctor ne aur unhone kaha ki jab tumhe lage ki epilepsy start hone Wala Hai tabhi ye medicine kha Dena. Me Ghar aayi then after 3 months fir se ek baar hua medicine khaya toh Kam nai hua. uske Baad 1yrs nai hua fir ekbaar hua uske Baad man toot Gaya ki ab me life me kuch nai Kar paungi Because ye bimar bohut risky Hai, ekbaar hone k Baad mujhe jab bhi chakkar aane ka feelings aata Hai me kha leti Hun.. bohut acha medicine Tha , ye medicine Assam me milna bandh ho Gaya Hai. Mere pass medicine sirf 4 Hai so dar lagta Hai me ab Kya karu. God se yahi pray karti Hun ki ab ye bimar thik kardo , mujhe ye feelings na aaye ki kuch hoga kuch hoga, mujhme himmat do ishwar , jab bhi me sochti hu me bohut nervous hoti hu aur lagta Hai bimar hoga aur me jhat se medicine kha leti Hun , isliye Mera medicine bohut jaldi khatam hua Hai. Please God Mera ye request except Karo mujhe ye bimaar kabhi na ho aur feelings bhi na aaye, mujhe bhi life me kuch karna Hai kuch banna hai. Life itna risky hone se kaisa hoga ? Please God mere andar se dar nikal Jaye aur bimar ka feelings na aaye.